Apprentice

whatsapp icon
Dosto Apprentice ko lekar aap ke maan me bhout se sawal hoge. aap ko is post ko padne ke baad apprenticeship ko lekar sab confuse dur ho jayga.

Apprentice Kya hai


Apprentice ek eshi training hai jise ITI Diploma or B.tech Candidates kar sakte hai. Is training.Ka maksad Candidates ko skilled bana hota hai. College me jada tar Theory Padaya Jata hai itni Practical Jankari Dena Sambhv nhi hota hai. Is liye Government ne Apprenticeship Training Act 1961 ki saruat ki. Bhout se Sarkari Department the or Private ya Sarkari Company's Apprentice Karwati hai. Apprentice karne wale Candidates ko salary bhi di jati hai Apprentice ek fix time le liye hoti hai. jo 6 month se lekar 3 years tak ho skati hai.Apprentice karne ke liye
apprentice.gov.in Portol par registration karwana padta hai.

Apprenticeship Training Karne ke Fayda


1. Candidates Jis department ya company se Apprentice karte hai to Jab Us Company ya Department me Vacancy nikali jati hai to Apprentice kiye hua Candidate ko  Bounce Mark milte hai.

2. Candidate ka Practical knowledge ho jata hai kohi bhi technical interview aasani se pass kar skta hai.

3. Experience mil jata hai jiske addhar par n
aukari pana assan hojatha hai.

4. Minimum 7000/- rupaye tak stipend milata hai.

5. Apprentice karne bad Candidates itna skilled ho jata hai ki va apna choto mota bussiness Saru kar sakta hai.



Kya Apprentice Karna Jaruri hai
Apprentice karna harek Candidates ke liye jarui nhi hai. lekin agar aap ITI/Diploma/B.tech Kar ke Ghar Par bete ho to ye Bekar Hojata hai. Baad me aap ko kohi Company's Rojgar Nhi Degi Ise acha ye hai ki aap jis Department ya Company's me Jobs karna chate ho us Department ya Company's me Apprentice Kar lo, taki aap ko aage kafi fayda Mile.